सारे संसार का प्रभु होकर भी यीशु
कंगाल बनके आया -2
ये तो मेरे लिए हुआ
ताकि मैं धनी हो जाऊँ -2
मेरा परमेश्वर अपने धन के अनुसार
हर एक घटी को तो पूरा करेगा -2
मुझे शैतान सता के रखा था
उसने आकर छुड़ा लिया -2
आज़ाद हो गया, उसका पुत्र बन गया
अब मैं उसकी महिमा का वारिस हूँ -2
(सारे संसार का प्रभु)
जिन्होंने उसे ग्रहण किया है
उन्हें परमेश्वर की संतान बनाया -2
जो काम उसने किया था, उन्हें वे भी करेंगे
क्योंकि सारा अधिकार उसे मिला है -2
(सारे संसार का प्रभु)
Sare Sansar Ka Prabhu Hokar Bhi Yishu
Kangal Banke Aaya -2
Ye To Mere Liye Hua
Taaki Main Dhani Ho Jaaun -2
Mera Parmeshwar Apne Dhan Ke Anusar
Har Ek Ghati Ko To Pura Karega -2
Mujhe Shaitan Sata Ke Rakha Tha
Usne Aakar Chhuda Liya -2
Azad Ho Gaya, Uska Putra Ban Gaya
Ab Main Uski Mahima Ka Waris Hoon -2
(Sare Sansar Ka Prabhu)
Jinhone Use Grahan Kiya Hai
Unhen Parmeshwar Ki Santan Banaya -2
Jo Kaam Usne Kiya Tha, Unhen Ve Bhi Karenge
Kyonki Sara Adhikar Use Mila Hai -2
(Sare Sansar Ka Prabhu)
This video is for study purposes only
No comments:
Post a Comment