पवित्र पवित्र पवित्र है उसका नाम
पवित्र पवित्र कल आज और सर्वदा
पवित्र पवित्र स्वर्गदूत भी गाते सदा
योग्य मेमना जो वध हुआ था
पवित्र है उसका नाम
अनेदखा वह है,
अनोखा भी, यीशु अद्भुत है,
सर्वज्ञानी, सर्वव्यापी,
सर्वशक्तिमान वह
अनुग्रहकारी, दया से भरा,
अति करुणामय प्रभु
विलंब से कोप वह है करता
मेरा सर्वस्व यीशु है
क्षमा करता, चंगा करता,
यीशु पाप से मुक्ति देता
मुझे समझ देता, विजय देता,
मेरी अगुवाई करता
मुझे सुनता, मुझसे बातें करता,
यीशु न बदलता
जो कुछ मुझे है ज़रूरी, यीशु पूरा करता
Pavitra Pavitra Pavitra Hai Uska Nam
Pavitra Pavitra Kal Aaj Aur Sarvada
Pavitra Pavitra Swargadoot Bhi Gaate Sada
Yogya Memna Jo Vadh Hua Tha
Pavitra Hai Uska Nam
Anedakha Wah Hai,
Anokha Bhi, Yishu Adbhut Hai,
Sarvgyani, Sarvvyapi,
Sarvashaktimaan Vah
Anugrahkari, Daya Se Bhara,
Ati Karunamay Prabhu
Vilamb Se Kop Wah Hai Karta
Mera Sarvasva Yishu Hai
Kshama Karta, Changa Karta,
Yishu Paap Se Mukti Deta
Mujhe Samajh Deta,
Vijay Deta, Meri Aguvai Karta
Mujhe Sunta, Mujhse Baatein Karta, Yishu Na Badalta
Jo Kuch Mujhe Hai Zruri, Yishu Pura Karta
Khudaavand Ham Thaharte Hai Jaldee Too Aa
Na Gor Balki Ghar Hai Aasmaan
Narsinge Aur Khaalik Kee Zinda Aawaaz
Denge Chain Tujhko Khoob Meree Jaan
No comments:
Post a Comment